As salamu allaiqum
Tamam tareefe Allah he ka liya ha
jis na insan ko peda kiya or insan
ko ashraf ul makhlooqat banaya .
phir yaha tak insan ko soch na ki
samajh na ki salahiyat be ata ki .
Allah he ki meharbani se Allah ny
insan per rehem kiya or insan ko
apious main reshtadaro main bant
deya or unka haqooq banahe . nahi
to zamanahe jaheliyat main bohat
bora hall tha insan ka . insan ki
kohi hasiyat nahi thi . log ake
dosare ka he dushman tha or
larahe hote thi . laraheya be ahse
jo naslo naslo tak chalti thi .
Allah talah farmate ha ka apna
rishtadaro ka saat acha salooq
karo . yani unk sath bigaro nahi .
Quran pak main rab bari talah
irshad farmate ha
(30) ﺍﻭﺭﻭﮨﯽ ﮨﮯ ﺟﺲ ﻧﮯ ﺍﻧﺴﺎﻥ ﮐﻮ
ﭘﺎﻧﯽ ﺳﮯ ﭘﯿﺪﺍ ﮐﯿﺎ ﭘﮭﺮ ﺍ ﺱ ﮐﮯ
ﻟﯿﮯ ﺭﺷﺘﮧ ﻧﺴﺐ ﺍﻭﺭ ﺩﺍﻣﺎﺩﯼ ﻗﺎﺋﻢ
ﮐﯿﺎ ﺍﻭﺭ ﺗﯿﺮﺍ ﺭﺏ ﮨﺮ ﭼﯿﺰ ﭘﺮ ﻗﺎﺩﺭ
ﮨﮯ
( ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﻔﺮﻗﺎﻥ , Al-Furqan,
Chapter #25, Verse #54)
Is aiyat main Allah talah farmate
ha or wohi ha jis na insan ko pani
se peda kiya phir is k liya rishta
nasab or damadi kahim kiya or tera
rab her cheez per qadir ha
(1) ﺍﻭﺭ ﺟﺐ ﮨﻢ ﻧﮯ ﺑﻨﯽ ﺍﺳﺮﺍﺋﯿﻞ
ﺳﮯ ﻋﮩﺪ ﻟﯿﺎ ﮐﮧ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﮯ ﺳﻮﺍ ﮐﺴﯽ
ﮐﯽ ﻋﺒﺎﺩﺕ ﻧﮧ ﮐﺮﻧﺎ ﺍﻭﺭ ﻣﺎﮞ ﺑﺎﭖ
ﺍﻭﺭ ﺭﺷﺘﮧ ﺩﺍﺭﻭﮞ ﺍﻭﺭ ﯾﺘﯿﻤﻮﮞ ﺍﻭﺭ
ﻣﺤﺘﺎﺟﻮﮞ ﺳﮯ ﺍﭼﮭﺎ ﺳﻠﻮﮎ ﮐﺮﻧﺎ ﺍﻭﺭ
ﻟﻮﮔﻮﮞ ﺳﮯ ﺍﭼﮭﯽ ﺑﺎﺕ ﮐﮩﻨﺎ ﺍﻭﺭ
ﻧﻤﺎﺯ ﻗﺎﺋﻢ ﮐﺮﻧﺎ ﺍﻭﺭ ﺯﮐﻮﺓٰ ﺩﯾﻨﺎ
ﭘﮭﺮ ﺳﻮﺍﺋﮯ ﭼﻨﺪ ﺁﺩﻣﯿﻮﮞ ﮐﮯ ﺗﻢ
ﻣﯿﮟ ﺳﮯ ﺳﺐ ﻣﻨﮧ ﻣﻮﮌ ﮐﺮ ﭘﮭﺮ ﮔﺌﮯ
( ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﺒﻘﺮﺓ , Al-Baqara,
Chapter #2, Verse #83)
Is Aiyat main Allah talah farma
rahe ha k mah baap or rishtadaro
ka saat acha salooq karo .
(5) ﺍﮮ ﻟﻮﮔﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺭﺏ ﺳﮯ ﮈﺭﻭ ﺟﺲ
ﻧﮯ ﺗﻤﮩﯿﮟ ﺍﯾﮏ ﺟﺎﻥ ﺳﮯ ﭘﯿﺪﺍ ﮐﯿﺎ
ﺍﻭﺭ ﺍﺳﯽ ﺟﺎﻥ ﺳﮯ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺟﻮﮌﺍ
ﺑﻨﺎﯾﺎ ﺍﻭﺭ ﺍﻥ ﺩﻭﻧﻮﮞ ﺳﮯ ﺑﮩﺖ ﺳﮯ
ﻣﺮﺩ ﺍﻭﺭ ﻋﻮﺭﺗﯿﮟ ﭘﮭﯿﻼﺋﯿﮟ ﺍﺱ
ﺍﻟﻠﮧ ﺳﮯ ﮈﺭﻭ ﺟﺲ ﮐﺎ ﻭﺍﺳﻄﮧ ﺩﮮ ﮐﺮ
ﺗﻢ ﺍﯾﮏ ﺩﻭﺳﺮﮮ ﺍﭘﻨﺎ ﺣﻖ ﻣﺎﻧﮕﺘﮯ
ﮨﻮ ﺍﻭﺭ ﺭﺷﺘﮧ ﺩﺍﺭﯼ ﮐﮯ ﺗﻌﻠﻘﺎﺕ ﮐﻮ
ﺑﮕﺎﮌﻧﮯ ﺳﮯ ﺑﭽﻮ ﺑﮯ ﺷﮏ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻢ ﭘﺮ
ﻧﮕﺮﺍﻧﯽ ﮐﺮ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ
( ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻟﻨﺴﺎﺀ , An-Nisa, Chapter
#4, Verse #1)
Is aiyat main Allah talah farma
rahe ha ka rishtadare ka talooqat
ko bigarna se bacho
(24) ﺍﻭﺭ ﺭﺷﺘﮧ ﺩﺍﺭ ﺍﻭﺭ ﻣﺴﮑﯿﻦ
ﺍﻭﺭ ﻣﺴﺎﻓﺮ ﮐﻮ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺣﻖ ﺩﮮ ﺩﻭ
ﺍﻭﺭ ﻣﺎﻝ ﮐﻮ ﺑﮯ ﺟﺎ ﺧﺮﭺ ﻧﮧ ﮐﺮﻭ
( ﺳﻮﺭﺓ ﺍﻹﺳﺮﺍﺀ , Al-Isra, Chapter
#17, Verse #26)
Is aiyat main Allah talah farma
rahe ha rishtadar miskin or mosafir
ko haq do
Dua main yaad rakheya ga
waldainkehuqooq.blogspot.in/?m=1
Thursday, 5 February 2015
Allah talah ny insan ko rishto main banta
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment